Tuesday, June 2, 2009
Saturday, May 30, 2009
Thursday, May 28, 2009
khamoshi
door tak chand ki roshni hai faily,
taroun ki barat saji hai,
fir bhi faily kyoun khamoshi hai?
asman jagmaga raha hai,
wahan to khushiyoun ka maila laga hai,
fir bhi mera ghar khamoshi se kyoun bhara hai?
sitaroun ne asman ko swarg bana dya hai,
chand bhi aaj itra raha hai,
mera angan khamoshi se kyoun bhara hai,
khamoshi ne her taraf pehra bitha dya hai,
chand fir kyoun muskura raha hai?
apni roshni se asman ko jagmaga dya hai,
fir ek tara ansoun kyoun baha raha hai,
shayad is khamoshi ko dekh wo bhi ro pada hai.....

shamma jalay rakhna jab tak k mein na aoun,
khud ko bachaye rakhna jab tak k mein na aoun...
ye waqt intihan hai sabra or karar ka,
ansoun chupaye rakhna jab tak k mein na aoun...
shamma jalay rakhna jab tak k mein na aoun,
hum tum milenge aise, jaise juda nahin the......
"sansey bachaye rakhna
jab tak k mein na aoun"
Subscribe to:
Posts (Atom)